Friday, 14 March 2014

Tu ne deewana banaya tu maine dewana bana (Abida Parveen)

Tu ne deewana banaya tu maine dewana bana
Ab mujhe hosh ki dunya main tamasha na bana


Yousaf-e-Misr tamana tere jalwon pe nisaar
Meri bedaarion ko khwab-e-Zulekha na bana

Zauq-e-barbadi e dil ko bhe na kar tu barbaad
Dil ki ujri hui bigri hui dunya na bana

Ishq main deeda o dil e sheehsa paimana bana
Jhoom k baith gaye ham wohen mai kahan bana

Ye tamana hai k azaad-e-tamana he rahoon
Dil-e-mayoos ko manoos-e-tamana na bana

Nigah e naaz se poochen ge ye kisi din Zaheen
Tu ne kya kya na banaya, koi kya kya na bana

By:Hazrat Zaheen Shah Taji

Sung By: Abida Parveen

Saturday, 8 February 2014

Shehar Ke Dukandaro

Shehar Ke Dukandaro 
Karobaar-E-Ulfat Mein Sood Kia Zian Kia Hai,
Tum Na Jaan Pao Gay
Dil Ke Daam Kitne Hein Khuwab Kitne Mehnge Hein
Aur Naqd-E-Jaan Kia Hai Tum Na Jaan Pao Gay
Sheher Ke Dukandaron, Sheher Ke Dukandaron
O merchants of the town, in these
dealings in love,
what is profit, what is loss you will
never know!
The pricing of a heart, the expense of a
dream
and the currency of life you will never
know!
 
 
Koi Kaisay Milta Hai 
Phool Kaisay Khilta Hai
Aankh Kaisay Jhukti Hai 
Saans Kaisay Rukti Hai
Kaisay Reh Nikalti Hai
Kaisay Baatein Chalti Hai 
Shouq Ki Zabaan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay

How a lover meets his love, how a
flower blooms,
how eye shies away from eye, how a
breath is held,
and how a path runs on and on,
conversation flows
in a tongue of longing, too, you will
never know!
 
 
Wasl Ka Sukoon Kya Hai, 
Hijr Ka Junoon Kya Hai, 
Husn Ka Fusoon Kya Hai, 
Ishq Ke Daroon Kya Hai
Tum Mareez-E-Danai 
Maslihat Ke Shaydai 
Raah-E-Gumrahan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay

Nor the calm of lovers’ arms, nor the
madness of their parting,
beauty’s powerful bewitchments, all
that stuff of love.
You know ailments of the flesh and the
welfare of the flesh,
but the striving of the spirit you will
never know.
 
 
Zakhm Kaisay Phaltay Hein 
Daagh Kaisay Jaltay Hein 
Dard Kaisay Hota Hai
 Koi Kaisay Rota Hai
Ashq Kia Hai Nalay Kia 
Dasht Kia Hai Chalay Kia
Aah Kia Fughaan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay

How wounds fester, how the brand
stings,
What is pain and what lament,
wilderness, sore feet,
what a sigh and what a plaint you will
never know.
 

Janta Hoon Mein Tum Ko 
Zouq-E-Shaiyri Bhi Hai 
Shaksiyat Sayjanay Mein
 Ik Yeh Mahiri Bhi Hai
Phir Bhi Harf Chuntay Ho
Sirf Lafz Suntay Ho 
In Ke Darmiyaan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay
I know you foam with poetry,
your form of self-embellishment,
but you see only letters and you hear
only words
and what hides behind them you will
never know!

Sheher Ke Dukandaron...NUSRAT.F.A.K

Shehar Ke Dukandaro 
Karobaar-E-Ulfat Mein 
Sood Kia Zian Kia Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay
Dil Ke Daam Kitne Hein 
Khuwab Kitne Mehnge Hein 
Aur Naqd-E-Jaan Kia Hai 
Tum Na Jaan Pao Gay
Sheher Ke Dukandaron

Koi Kaisay Milta Hai 
Phool Kaisay Khilta Hai 
Aankh Kaisay Jhukti Hai 
Saans Kaisay Rukti Hai
Kaisay Reh Nikalti Hai 
Kaisay Baat Chalti Hai 
Shouq Ki Zabaan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay
Sheher Ke Dukandaron

Wasl Ka Sukoon Kya Hai, 
Hijr Ka Junoon Kya Hai, 
Husn Ka Fusoon Kya Hai, 
Ishq Ke Daroon Kya Hai
Tum Mareez-E-Danai 
Maslihat Ke Shaydai 
Raah-E-Gumrahan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay
Sheher Ke Dukandaron

Zakhm Kaisay Phaltay Hein 
Daagh Kaisay Jaltay Hein 
Dard Kaisay Hota Hai 
Koi Kaisay Rota Hai
Ashq Kia Hai Nalay 
Kia Dasht Kia Hai Chalay Kia 
Aah Kia Fughaan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay
Sheher Ke Dukandaron.
Janta Hoon Mein Tum Ko
Zouq-E-Shaiyri Bhi Hai 
Shaksiyat Sayjanay Mein
Ik Yeh Mahiri Bhi Hai
Phir Bhi Harf Chuntay Ho 
Sirf Lafz Suntay Ho 
In Ke Darmiyaan Kya Hai, 
Tum Na Jaan Pao Gay
Sheher Ke Dukandaron. 

Thursday, 6 February 2014

Main Teri ho mukki aaN

Main Teri ho mukki aaN
Mere Sahiba, main teri ho mukki aaN ....
Mainu na visaariN, tu mainu na VisaariN
Har galloN main jhukki aaN
Main teri ho mukki aaN....

Hik dilbar nu dil vich rakhan
Sabh khalqat theeN nassan
Vedan vaid na janan morhe
Kaho ki daru dassan
Mere sahiba,
main teri ho mukki aaN.....

Sabh sakhian main chunnar mori maili
Dekh hasse nar naari
Ab ke bahar chunnar mori rang de
Rakh le laaj hamari
Main teri ho mukki aaN....

Har dam zikar sajjan de andar,
 Kull jahan bhulavan
 Dil jani de ishqe kolon,
Apni jaan rulavan
Main teri ho mukki aaN....

Kahe Hussain fakeer sayin da
Dar tere di main kutti aaN
Main teri ho mukki aaN....

Shahsawar e Karbla ki Shahsawari ko salaam

Shahsawar e Karbla ki Shahsawari ko Salaam,
Naizay pe QURAN parnay walay Qari ko Salaam.

Raat Din bechray hoyoun ki Rahh me rehna kharay,
Hazrat e SUGHRA tumari Intazari ko Salaam.

Sarr se Chadar chin gai,lekin Nazar Uthi nahi,
Hazrat e ZAINAB tumari Parda-Dari ko Salaam.

Muskara kar Pesh thay,Ho kar kia Rangeen Shahbaab,
AKBAR o QASIM tumari Jaan-Nisari ko Salaam.

Kanp utha Arsh ka Dil, Asman  Thara gya,
ASGAR E MASOON Teri Be-Qarari ko Salaam.

Na tu But-Kaday ki Talab mujey

Na tu But-Kaday ki Talab mujey,Na Haram k darr ki Taalassh hy,
Jahan Lut gya hy Sakoon-Deil,Us Chara-Gar ki Taalash   hy...

Tu Haram me Jis ko hy Dhondta, mjey But-Kaday me wo mil gya,
Tjey kia Malaal hy Zahida,ye Nazar nazar ki Taalash hy...

Mujey Sab Qabool Falak magar, Gham e Dost muj se Talab na karr,
Isey kaisay Dil se juda karon,Meri Umer Bharr ki Taalash hy...

Aey Tabib chorrh yu hi mujy,mein Mareez-e-Ishq hu Ladawaa,
Mjey jis ne Dard aata kia,Usi Chara-Gar ki Taalash hy..

Nusrat.F.A.K

Tuesday, 4 February 2014

Yaar Dhadi Ishq Aatish Lai hy

Ishq te bahin barobar
Ishq da kam tekhera

bahin saray hay kakh,kanay nuu
Ishq saray te jigar jera

bahin samaein naal pani day
das ishq da daruu kera?

Ghulam Fareeda,uthay CHAAH na rakhi
jetay ishq laey da dera..

Yaar dhadi ishq aatish lai hy
way yar sanu,
lag gai be akhtayari
seenay day vich na samayi hy....
pathanay khan..